Kay Teray Janam Din par
Khuda Paak!
Tujhay who sub kuch Ata karay
Jis ki Tammanna Teray Dil nay Ki,
Har who Khuahish jo teray labon par
Machalti ho
Poori Ho!
Aur teri yeh Roshan Ankhain Sada Chamkain
Teri MAsoom muskurahat
Sada teray labon ka Mehwar ho
Khushiyun say tera daman Hameesha Bhara rahay
Aur Khuda Paak!
Teri Umer Daraz Karain
Ameen
Kay Teray Janam Din par Khuda Paak! Tujhay who sub kuch Ata karay Jis ki Tammanna Teray Dil nay Ki, Har who Khuahish jo teray labon par Machalti ho Poori Ho! Aur teri yeh Roshan Ankhain Sada Chamkain Teri MAsoom muskurahat Sada teray labon ka Mehwar ho Khushiyun say tera daman Hameesha Bhara rahay Aur Khuda Paak! Teri Umer Daraz Karain Ameen
Baby happy birthday to hope u will always have a good health, more career in life..and hope that more birthdays to come..always take care and i love u so much
If Lovers are like MOON and Brothers are like STARS than I have noticed that the sky looks good without moon but not without stars i.e. YOU Happy Birthday
Dua hai Ki Kamyabi ke har sikhar pe aap ka naam hoga,
aapke har kadam par duniya ka salam hoga,
Himat se mushkilon ka samana karna
hamari dua hai ki waqt bhi ek din aapka gulam hoga.
Tumhari is ada ka kya jawab du,
apne dost ko kya uphar du,
koi accha sa phool hota to mali se mangvata,
jo khud gulab hai usko kya gulab du...
Janam Din Mubarak Ho