Zaaya na jayegi mehnat namaz ki, Dono jahaan ki khair hai daulat namaz
ki, Dil me basalo dosto hasrat namaz ki, Sajde me jaakar lootlo rehmat
namaz ki…
Hazrat Muhammad sallalahu alehey wa'alehe wasallam ne farmaya:
2 waqt aesey hein jin pe ki jane wali dua hamesha qubol hoti hy,1-azaan k waqt & 2-barish k waqt.
Tujhe kia ho gaya hai? Tu ne apni namazon, Duaon aur ibadaton ko sir pareshani aur museebat k waqt k liye hi rakha huwa hai, Tujhey 70ma’aon se ziadah chahnay wale RAB Ta’AALA ko sirf apni waqti khuwahishon k liye naraz kia howa hai.. Aey insan, zara soch to sahi…
According To HADEES, Duaon Ki Qabolyat K Aukaat 1.Faraz Nmaz K Bad, 2.Azan Or Aqamat K Darmian, 3.Tahajjud K Waqt, 4.Barish Barastay Waqt, 5.Safar Mai, 6.Iftar K Waqt, 7.Jumay K Din Ek Ghari, 8.Shab E Qadar Mai, 9.Zam Zam Peetay Waqt, 10.Arfat K Din Maidan-E-Arfat Mai, 11.Quran Ki Tilawat K Bad.
" D U A "
Meray Allah !
Meri Izzat k Liye Yahi Kafi Hai k Me Tera Banda Hon.
Aur Meray Fakhr k Liye Yahi Kafi Hai k To Mera Parwardigar Hai ...
Tu Waisay Hi Hai Jaisa Me Chahta Hon,
Bas Tu Muj Ko Waisa Bana Dey Jaisa Tu Chahta Hai ...
Aameen
Dua By,
HazraT Ali